Lirik Lagu Kabhi Aldiva Naa Kehna - Via Vallen

Lirik Lagu Kabhi Aldiva Naa Kehna - Via Vallen


Lirik Lagu Kabhi Aldiva Naa Kehna - Via Vallen


Tumko bhi hai khabar Mujhko bhi hai pata
Ho raha hai judaa dono ka raasta Door jaa ke bhi mujhse
Tum meri yaadon mein rehna Kabhi alvida na kehna,
Kabhi alvida na kehna, Kabhi alvida na kehna

Tumko bhi hai khabar
Mujhko bhi hai pata
Ho raha hai judaa dono ka raasta
Door jaa ke bhi mujhse
Tum meri yaadon mein rehna
Kabhi alvida na kehna Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

Jitni thi khushiyan sab kho chuki hai
Bas ek gham hai ke jaata nahi
Samjha ke dekha behela ke dekha
Dil hai chain isko aata nahi…aata nahi

Aasoon hai ke hai angaarey

Aag hai ab aankhon se behena
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

Rut aa rahi hai, rut jaa rahi hai
Dard ka mausam badla nahi
Rang yeh gham ka itna hai gehera
Saadiyon bhi hoga halka nahi…halka nahi
Kaun jaane kya hona hai
Humko hai ab kya kya sehena
Kabhi alvida
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

Tumko bhi hai khabar
Mujhko bhi hai pata
Ho raha hai judaa dono ka raasta
Door jaa ke bhi mujhse
Tum meri yaadon mein rehna
Kabhi alvida na kehna Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

No comments: